rang mahak ke sang wo laya.
kho gaya tha shayad rahe manjil se,
kai raho ne tha usko bharmaya.
dhund raha tha pata kisi ka,
kandhe per rakh kar bojh khusi ka.
wo gujar raha tha edher udher se ,
tabhi rah me mujhse takraya.
aur maine tera naam sujhaya ,
tab usne sahi pata tha paya.
khub uchalte khub kudte khub ethlate balkhate,
tab usne or tumhari kadam badhaya.
kya wo mila aapse (replay me).